Aj mausam main kuch ajeeb si baat hai,
Beqabu se mere jazbaat hain,
Ji chaahta hai tum ko chura le tumhi se,
Par papa kehte hain keh chori karna buri baat hai!
Waade kisise iraade kise se,
Aanhe kise se nigahe kisi se,
Ab yaar tumhra bharosa hi kya,
Jo adhe hamaare adhe kisi ke.
Is Dil ka kaha mano ik kaam kardo
ik benaam c mohabat mere naam kardo
Meri zaat pe faqt itna ehsan kardo
Ghar se naha kar niklo
Aur Pooray ilaaqay ko hairaan kar do!


