woh chan hai magar aapse pyaara to nahin!
parwanay ka shama kay bina guzara to nahin!
meray dil ne suni hay ik methi se awaz!
kahin aapnay hamin pukara to nahin!
Din jo guzar gaye hai yunhi
Raat bhi dhal gayi hai yunhi
Koshish tho bahut ki dil ne
Zuban pe baat rah gaye yun
zindagi aapke bina viraan si lagti hai
aap ho to har muskil aasan si lagti hai
saath ho aap mere to sab kuch hai
bin aapke har rah sunsaan si lagti hai
yaadon mena dhundo hume,
maan mein hum bas jayege,
tamana ho agar milne ki,
to haath rakho seene pe,
hum dhadkano mein mil jayege…


