Shayari Mehfil

Bemishal lagta hai…

Jul 28th, 2008 | By admin | Category: Love & Romance, Shayari Mehfil

Kabhi kabhi ye sab kuch apna khyaal lagta hai
Wo mera hai ya nahi ,uljha sawal lagta hai
Main wafa kar k b gumnamiyon main hun
Wo bewafa hai magar BEMISAL lagta hai
Zakhm itnay gehray hain k izhar kya karain
Ham kud nishana ban gae waar kya karaen
Mar gae ham magar Khuli rahi Ankhen
Ab is se zyada unka intizar […]



Ankho Ki Shayari

Mar 2nd, 2008 | By admin | Category: Shayari Mehfil

Aankhon ki zubaan ye aansoon kehte hain
Chup rehte hain lekin phir bhi behte hain
In aansuon ki kismat to dekhiye
Yeh unke liye behte hain jo aankhon mein hi rehte hain……..



Sad Shayari

Mar 1st, 2008 | By admin | Category: Shayari Mehfil

Maut ki gowd mein jab sona hoga
na koi takiya na hi koi bichona hoga
hum honge bas hamari tanhaayi hogi
aur kabaristann ka ek chota sa kona hoga



Achchi Dosti

Feb 28th, 2008 | By admin | Category: Shayari Mehfil

Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho….
…. Toh itihaas banaati hai !



Funny Shayari

Feb 27th, 2008 | By admin | Category: Shayari Mehfil

Haridwar main BABA ka Mela laga hua hain
Prasad main Kambal bate ja rahe hain
Kisi our ko mat batana ye sms sirf
selected BHIKARIYOKO bheja ja raha hain.



Zara sambhal kar mere dost

Dec 13th, 2007 | By Komal | Category: Love & Romance, Shayari Mehfil

Aansoo main na dhoondna humhein.
Hum dil main bass jayenge.
Tamanna ho agar milne ki.
To band aankhon main nazar ayenge.
Lamha lamha waqt guzar jayega.
Chand lamho main daaman choot jayega.
Aaj waqt mila hai do baate karlo humse.
Kal kya pata koun appki zindagi main ajayega.

Pass aakar sabhi door jate hai.
Hum akele the akele reh jayege.
Dil ka dard kisse dekhai.
Marhum […]



Meri Aakhiri Khwaish

Dec 13th, 2007 | By admin | Category: Shayari Mehfil

Mayat pe meri do aansu baha jana
ab iss se aage hamein kahan jana
zindagi par mulaqat ko tarse hum
aakhir vaqt to tu janaze pe aajana
Meri mayat pe phoolo ke haar na chadaao
Mujhe uska intezaar hai meri mayat na uthaao
Dekhlene do mere chehre ko aaj ji bhar ke
Mere muh se yeh safeyd kapda hataao
Rukwa dena mere janaze […]



Darde Shayari

Dec 12th, 2007 | By admin | Category: Shayari Mehfil

Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Fasana Hai
Kagaz Ki Haweli Hai Baarish Ka Zamana Hai
Kya Shart-E-Mohabbat Hai, Kya Shart-E-Zamana Hai
Awaaz bhi Zakhmi hai aur Geet bhi gaana hai
Ek zara si Bhool Khata ban gayi
Meri Wafa hi Meri Saza ban gayi
Dil lia aur Khel kar Torr dia
Hamari Jaan gayi aur unki Ada ban gayi

Tum kya jano kya […]



shayari

Dec 8th, 2007 | By admin | Category: Shayari Mehfil

Hamari najro ka na sahi duniya me maykhane or bhi hain,
Hamari banhe na sahi duniya me banhe or bhi hain,
kya hua gar hamare paas apke dard ka ilaaj nahi,
Ham akele to nahi duniya me doctor or bhi hain………….
Ek or baat



FUNNY SHAYARI

Dec 7th, 2007 | By admin | Category: Shayari Mehfil

Ye Zindagi hai ik janjaal,
Yahaan Chalta hai paise ka kamaal,
App bhi Kangal Ma bhi kangal,
To phir aaao Kheltey hain Misscall Misscall.