Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega
Door hone ke baad kaun kise yaad aayega
Jee lo ye pal jab humsath hai
kal ka kya pata, waqt kahan le jayega
Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega
Door hone ke baad kaun kise yaad aayega
Jee lo ye pal jab humsath hai
kal ka kya pata, waqt kahan le jayega
Jane kya mujhse zamaana chahta hai,
Mera dil tod k mujhe hasana chahta hai,
jane kya baat jhalakti hai mere chehre se
k har shaks mujhe aazmana chahta hai…..
Continue Reading
MonDay Ko Dosti,
TuesDay Ko Pyar.
Wednesday Ko Shaadi,
Thursday Ko Barbaadi,
Continue Reading
Chaandi ki diwaar na todee
Pyar bharaa dil tod diya
Ek rupey ki khatir
Kambakht tunhe sms karma chod diya
Continue Reading
Zakhm itne gehre hain, Izhaar kya karein,
Hum khud nishana ban gaye, waar kya karein,
Mar gaye hum, magar khuli rahi aankhen,
Ab is se zyaada, unka intezar kya karen….
Continue Reading
wo na aaye un ki yaad aa k bafa kar gayi,
un se milne ki tamaam sukoon taba kar gayi,
aahat hoi to soch asar dua kar gayi,
darwaza khola to daikha mazak hum se hawa kar gai
Pagal hai wo log jo pyaar me kisi ko miss karte hain,
karna hai to macharoun ko miss karo
Jo jaann Hatheli pe rakhkar aap ko kiss karte hain.
Continue Reading
© 2005 - 2012 CafeDeBakwaas.
Powered ByInfotianment Inc