Arz Kiya Hai…
Aug 24th, 2007 | By Synix | Category: Humour & Jokes, Shayari MehfilMachchar ne apko kata wo uska Junun tha…
Aapne Khujli ki wo apka Sukun tha …..
Chah kar bhi aapne use nahi mara….
Kyonki uski rago me apka khoon tha
Duniya Se Jo Dare, Usse Kayar Kehte Hain,
Duniya Jisse Dare, Usse Shayar Kehte Hain,
Biwi Se Jo Dare, Usse Shohar Kehte Hain.
Lohe ko Loha kat ta hai …
Sone Ko Sona Kat ta hai…
Jaher ko Jaher kat ta hai…
Isliye apko Kutta katega
Mere Dost Mere Chale Jaane Key Baad Aansu Na Bahana…
Agar Meri Yaad Aaye to Sidhe Upar Chaley Aana …
Khush rahe tu sada yeh dua hai meri
Teri premika hi ban jaaye bhabhi teri
