Jab Hi Taad Teri Ati Hai
Jun 29th, 2009 | By admin | Category: Shayari MehfilBadal ki tarha chha jati hai
barish ki tarha baras aati hai
ankhon mein mere ansoo de kar
Sagar ki tarha beh jati hai
bheegey huye phoolo ki tarha
purani yaadon ko mehkati hai
jab hi yaad teri aati hai
to hum ko bahut rulati hai
Tu ne hamme thukra diya
Nafrat ho gai hamme apne hi zameer se
Ab khushiya hamme haasil nahi
Jab jakad diya tune hamme gamo ki zanjeer se
